People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Hum Tere Bin Kahi
Lyricist: Sameer
Album: Sadak(1991)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sadak/Hum-Tere-Bin-Kahin-Reh-Nahin-Paate/QBwcWU1iWlk
Video:
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate

ude khushboo kali mehke, ye rut badale bahaar aaye
mohabbat karne ki jaanam umr ek baar aaye
tumhe pyar karne ko jee karta hai, ikaraar karne ko jee karta hai
ikaraar karne ko jee karta hai
tum jo naa hote to dil naa lagaate, tum jo naa hote to dil naa lagaate
dil ki tadap hum kisko bataate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate

bhulaye se nahi bhule, mere dilbar teri baate
teri yaado me gujari hai, kayi subah kayi raate
tujhse dur jo kabhi hum jayenge, har ghadi hum tujhe yaad aayenge
har ghadi hum tujhe yaad aayenge
teri in baato se hum ghabarate, teri in baato se hum ghabarate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate

kabhi dekhu jo main darpan, tera chehra nazar aaye
jab jab leti hu main saanse, teri khushboo bikhar jaye
tere bin jina ab mushkil hai, main dil hu tera tu mera dil hai
main dil hu tera tu mera dil hai
saari umar hum to pachhatate, saari umar hum to pachhatate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
Bhool Ja Mere Dil
Singer: Manhar Udhas
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Video:
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
sholo pe aashiyana
sholo pe aashiyana
koi bana saka na
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil

ek tarfa mohabbat kisi ko
raas aai nahi dil diwane
tu na jane dil diwane
tune dhundhe andhero me saye
aur gawaho me likhe fasane
tu na jane dil diwane
ab chhod ke mat aana
beeta hua jamana
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil

tujhpe unka meharban hona
dosti thi, mohabbat nahi thi
tu na jane dil diwane
muskura ke wo unka bulana
ek takkaluf tha, chahat nahi thi
tu na jane dil diwane
khudi ko hua nishana
auro ke kasht mitana
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
sholo pe aashiyana
koi bana saka na
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
Dard Sahenge Kuchh
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saajan-Ka-Ghar/Dard-Sahenge-Kuch-Na-Kahenge/SCQKUg5bRgo
Video:
dard sahenge kuchh naa kahenge chup hi rahenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
dard sahenge kuchh naa kahenge chup hi rahenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
aahe bharenge uff naa karenge haske marenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam

soch samajh ke hamne dard dil ka liya
bhul ke iss duniya ko pyaar tumse kiya
soch samajh ke hamne dard dil ka liya
bhul ke iss duniya ko pyaar tumse kiya
pyaar me ab jeena ho chahe marna pade
ham naa hatenge pichhe kuchh bhi karna pade
koi bhi gam ho koi sitam ho harenge ab na ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
dard sahenge kuch na kahenge chup hi rahenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam

jab tak dilbar tujhse baat hoti nahi
din ye theher jata hain raat hoti nahi
jab tak dilbar tujhse baat hoti nahi
din ye thehar jata hain raat hoti nahi
paas rahe tere ya dur jaaye kahi
dekhe bina tujhko abb chain aata nahi
dil kare dhak dhak bol na kab tak aahe bharenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam

aahe bharenge uff naa karenge haske marenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
dard sahenge kuchh naa kahenge chup hi rahenge ham
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
pyaar me tere sanam pyaar me tere sanam
Jeete The Jiske Dam Se
Singer: Manhar Udhas
Music: Manoj Gyan
Lyricist: Indeevar
Album: Roohi(1981)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Roohi-OST/Jeete-The-Jiske-Dam-Se-Roohi--Soundtrack-Version/Py
Video:
teri yaad salaamat hai dil mein dil toot gaya to toot gaya
hum thaam ke dil ko kya karte jab daaman tera choot gaya
jeete the jiske dam se jeete the jiske dam se
duniya ne use chheena kis kaam ka ye jeena
jeete the jiske dam se duniya ne use chheena
kis kaam ka ye jeena jeete the jiske dam se

takdeer meri kya khoob nikali
mere dost ki wo meheboob nikali
takdeer meri kya khoob nikali
mere dost ki wo meheboob nikali
kitni maasoomiyat se aake
keh diya dost ne jaate jaate
meri jaa ka khayal rakhna
apno ke hi haath se
apno ke hi haath se
padta hai zeher peena
kis kaam ka ye jeena
jeete the jiske dam se

jise apna maana paraaya tha wo
udta hua ek saaya tha wo
jise apna maana paraaya tha wo
udta hua ek saaya tha wo
wo kali thi kisi ke chaman ki
thi shama aur hi anjuman ki
dil ko jisse kiya tha roshan
nazdeek tha kinaara
nazdeek tha kinaara duba ye jab safeena
kis kaam ka ye jeena jeete the jiske dam se
duniya ne use chheena kis kaam ka ye jeena
jeete the jiske dam se
Beqadar Beqadar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ram-Lakhan/O-Be-Khabar/NT0zaD9yeXU
Video:
beqadar bekhabar bevafa balama
beqadar bekhabar bevafa balama, na mai tujhko marugi na mai tujhako chhod ugi
ahista ahista tadapa tadapa ke o patthar dil mai tujhako todugi
beqadar bekhabar bevafa balama, beqadar bekhabar bevafa balama

tere samane mere dushman dekh banugi aj mai dulhan
pahanugi shadi ka joda teri barbadi ka joda
tere samane mere dushman dekh banugi aj mai dulhan
pahanugi shadi ka joda teri barbadi ka joda
tere khun me rag ke mai lal chunariya odhugi
ahista ahista tadapa tadapa ke o patthar dil mai tujhako todugi
beqadar bekhabar bevafa balama

tera koi dharm nahi, tera koi iman nahi
tera koi dharm nahi, tera koi iman nahi
achchha sajan kaise banega jo achchha insan nahi
tere nam se mai apana nam kabhi na jodugi
ahista ahista tadapa tadapa ke o patthar dil mai tujhako todugi
beqadar bekhabar bevafa balama

ek tujhe deti hun mauqa, ja mujhako phir se de ja dhokha
ek tujhe deti hun mauqa, ja mujhako phir se de ja dhokha
dekhe log ye ankh michauli jab tak chalati hai ye goli
banake teri maut mai tere pichhe daudugi
ahista ahista tadapa tadapa ke o patthar dil mai tujhako todugi
beqadar bekhabar bevafa balama, na mai marugi na mai tujhako chhod ugi
ahista ahista tadapa tadapa ke o patthar dil mai tujhako todugi
beqadar bekhabar bevafa balama, beqadar bekhabar bevafa balama
Tera Naam Liya
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ram-Lakhan/Tera-Naam-Liya/Izcvdw4dcVA
Video:
mujhe tumse hai itne gile ha ha ha
tum itne din baad mile kyu kyu kyu
mujhe tumse hai itne gile tum itne din baad mile
bolo itne din kya kiya, kya kiya, kya kiya, kya kiya
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya, tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya, tera naam liya
mujhe tumse hai itne gile tum itne din baad mile
bolo itne din kya kiya
tera naam liya, tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya, tera naam liya

apni mummy se meri baat ki nahi, nahi, nahi
mere dady se mulakat ki nahi, nahi, nahi
hera pheri mere sath ki no never, fir or bhla kya kiya
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya tujhe yaad kiya
tera naam liya tujhe yaad kiya

picture ki tickat mangvaye nahi, nahi, nahi
koi achi khabar tum laye nahi, nahi, nahi
kis kaam tum mere aaye, kya pyar me tumne kiya
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya tera naam liya

tune meri kasar kuch jani ha, kabhi di koi prem nisani
koi baat kabhi meri mani, kaisa pyar ye tumne kiya
kya kiya, kya kiya, kya kiya
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya tera naam liya

kabhi banungi mai sahzadi abhi, kab milegi hume azadi abhi
kabhi banungi mai sahzadi, abhi yahi chalo, haye ram
ab dil kyo tham liya, tham liya
ram ram ram ram ram ram
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya tera naam liya
tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o
tera naam liya tujhe yaad kiya
tujhe yaad kiya tera naam liya
Ek Duje Ke Vaaste-1
Singer: Manhar Udhas
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ram-Avtar/Ek-Duje-Ke-Vaste---Sad/FiImRVkCBWE
Video:
ek duje ke vaste marne ko taiyaar
ek duje ke vaste marne ko taiyaar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar

raam ko de aawaj koi to aa jaye avtaar
raam ko de aawaj koi to aa jaye avtaar
aisi apni doti aisa apna pyar
aisi apni doti aisa apna pyar
ho raam avtaar, ho raam avtaar
Ek Duje Ke Vaste
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ram-Avtar/Ek-Duje-Ke-Vaste/BQs0fiB0bXc
Video:
o ram o ram o ram ha awtar
ek duje ke waste marne ko taiyar
ek duje ke waste marne ko taiyar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar
ram ko de awaz koi to aa jaye awtar
ram ko de awaz koi to aa jaye awtar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar
o ram ha awtar, o ram ha awtar

tu kya jane bin tere ho kaise gujre din mere
tu kya jane bin tere ho kaise gujre din mere
bichhad ke tujhse mai kitna roya aasu gin mere
ho mitwa ho dil ne tujhko yad kiya
are dil ne tujhko yad kiya pal pal me sau bar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar

humne mere sathia alag alag ghar janam liya
humne mere sathia alag alag ghar janam liya
lagta hai hum dono ne ek hi ma ka dudh piya
ho mitwa ho tere dil pe chot lage
tere dil pe chot lage dard mujhe ho yar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar
ek duje ke waste marne ko taiyar
ram ko de awaz koi to aa jaye awtar
aisi apni dosti aisa apna pyar
aisi apni dosti aisa apna pyar
o ram ha awtar, o ram ha awtar
o ram ha awtar, o ram ha awtar
Bhage Re Bhagi Re
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Rajput(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rajput/Bhagi-Re-Bhagi-Brij-Bala/IDdGBTB0cAI
Video:
bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
hey bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
hey bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala

aadha hai rang aadha pyar mera
aadha hai rang aadha pyar mera
dil jayey ga gori roop tera
bich bajaria rast me ghera
bhaya ki bahaina dewala
bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala

behane lagi rango ki ganga rango ki ganga
chedo na humko chedo na humko chodo yeh danga
behane lagi rango ki ganga rango ki ganga
dekho ye mukhda rang biranga neela hara pila kala
bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
bhaghi re bhagi re bhagi bhaga re bhaga re bhaga
bhaghi re bhagi re bhagi bhaga re bhaga re bhaga
Sabne Desh Ka Naam
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Rajput(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rajput/Sabne-Desh-Ka-Naam-Liya/IyA7WD1SYAI
Video:
sabne desh ka nam liya, sabne desh ka nam liya
are hum ne dil ko tham liya, hum ne dil ko tham liya
sabne hindhustan kaha
sabne hindhustan kaha or hamne apni jan kaha

apni jan se apni jan
apni jan se apni jan bachake hame kya karna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
apni jan se apni jan bachake hamko kya karna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai

tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me
tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me
dil ko yad tu hi tu, desh ke bad tu hi tu
dil ko yad hai tu hi tu, desh ke bad hai tu hi tu
bandh ke sehra tere hi kadmo ne sehra dharna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai

yahi pe hamko pyar mila, yahi pe hamko pyar mila
yahi hame sansar mila, yahi hame sansar mila
yahi pe hamko pyar mila
yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai
yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai
isi dagar pe pyas hamari, isi dagar pe jharna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai

sawan gaya gayi holi hum kab milenge humjoli
sawan gaya gayi holi
jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi
jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi
teri mang me o gori sindur lahu se bharna hia
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
kaanton se talvaar bana, kaanton se talvaar bana
phulon ke mat haar bana, phulon ke mat haar bana
kaanton se talvaar bana tu jab yudh par jayega
jeet ke jab tu aayega tu jab yudh par jayega
jeet ke jab tu aayega ye phulon ke haar pehan
gali se tujhe guzarna hai

yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
Hum Hai Paanch Khiladi
Lyricist: Rajendra Sanjay
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paanch-Khiladi/Hum-Hain-Paanch-Khiladi/JR4CaAZRWFg
Video:
julmo sitam ko mitana hai
majlumo ko bachana hai
apni hai ye jimedari
hum hai panch khiladi
hum hai panch khiladi
julmo sitam ko mitana hai
majlumo ko bachana hai
apni hai ye jimedari
hum hai panch khiladi
hum hai panch khiladi

tufan se hum takrate rahe
jiwan ki jyot jagate rahe
raho se hum chun kar kante
phul hi phul bichhate rahe
ya to farj nibhana hai
ya humko mar jana hai
maut se bhi hai apni yari
hum hai panch khiladi
hum hai panch khiladi

dukhiyo ke sarparst hai hum
sukh dukh me almast hai hum
pura kare jo than lete hai
aise jabrdast hai hum
ujade huye ko basana hai
apna yahi afsana hai
insaniyt ke pujari
hum hai panch khiladi
hum hai panch khiladi
julmo sitam ko mitana hai
majlumo ko bachana hai
apni hai ye jimedari
hum hai panch khiladi
hum hai panch khiladi
Tu Kal Chala Jayega
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Naam(1986)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naam/Tu-Kal-Chala-Jayega/IwMBCCV1bV4
Video:
tere jane ki khushi aur dil udas hai
dur hum hue to kya dil to dil ke pas hai
tu kal chala jayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega to mai kya karunga
tu yad bahut aayega
tu yad bahut aayega to mai kya karunga
tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega

teri yaad ko kahi durr chhod aau mai
teri yaad ko kahi durr chhod aau mai
is kadar pila mujhe tujhko bhul jau mai
is kadar pila mujhe tujhko bhul jau mai
tujhko bhul jau mai
hosh magar aayega to mai kya karunga
hosh magar aayega to mai kya karunga
tu yad bahut aayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega

tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
la mai isi baat par aur ek jaam lu
la mai isi baat par aur ek jaam lu
aur ek jaam lu
jaam chhalak jayega to mai kya karunga
jaam chhalak jayega to mai kya karunga
tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega

bhul jana tu mujhe zindagi sawarna
bhul jana tu mujhe zindagi sawarna
yad na karna mujhe haske din gujarna
yad na karna mujhe haske din gujarna
haske din gujarna
tera gam rulayega to mai kya karunga
tera gam rulayega to mai kya karunga
tu yad bahut aayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega to mai kya karunga
tu yad bahut aayega to mai kya karunga
tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
tu kal chala jayega
Kuch Din Pahele
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaguru-OST/Kuch-Din-Pehle-Mahaguru--Soundtrack-Version/LxFf
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana

kuch din pahle tha jo begana
kar liya usne dil me thikana
tune na jana maine na jana
ban gaya ye dil pyar ka nishana
kuch din pahle tha jo begana
kar liya usne dil me thikana
tune na jana maine na jana
ban gaya ye dil pyar ka nishana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana

y y ya y y ya
y y ya y y ya
duniya jisko badal na saki
pyar ne kaise badal diya
patthar bhi mom bana
gori tere rup ne gajab kiya
duniya jisko badal na saki
pyar ne kaise badal diya
patthar bhi mom bana
gori tere rup ne gajab kiya
kuch din pahle tha jo begana
kar liya usne dil me thikana
tune na jana maine na jana
ban gaya ye dil pyar ka nishana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana

y y ya y y ya
y y ya y y ya
dil se agar apnalo
dushman bhi meet bane
himmat na haaro agar
haar bhi ho to jeet bane
dil se agar apnalo
dushman bhi meet bane
himmat na haaro agar
haar bhi ho to jeet bane
hey tune na jana maine na jana
ban gaya ye dil pyar ka nishana
kuch din pahle tha jo begana
kar liya usne dil me thikana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
dum tana dum tana dum dum
dum tana dum tana tanana
Ek Do Teen Aare
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anjaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maa-Kasam/Ek-Do-Teen-Aare-Aare-Aare/CiUiS0BZZHo
Video:
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare
badi rangin ye zindagi hai char din jina hai to aaja pyare
sang mere kabhi kabhi yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare
badi rangin ye zindagi hai char din jina hai to aaja pyare
sang mere kabhi kabhi yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare badi rangin

sharabi jo hota mai sang tumhare maykhane jata to kitna maja aata
arey takra ke jam fir aise chalkate to
yaaro ke sang pi ke or nasha chhata
sarabi jo hota mai sang tumhare
maykhane aake to botal pe botal chhadata
chhadata nasha to na kuch yaad rahta
to dunia ke gum bhul jata arey julafo ke saye me
baho ke ghere me pi ke kahi dagmagata
mahake nazaro rangi nazaro sitaro ke
rangin sapne sajata arey ye zindagi to hai nasha
yaar mere hath badha hath badha
jam utha jam utha pile jara chhaye nasha
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare badi rangin

jina hai to aaja pyare sang mere kabhi kabhi
yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare badi rangin
jina hai to aaja pyare sang mere kabhi kabhi
yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
jo dil fek hota to sang hamare
tu kotho par chakar lagata rangin galio ki in rang ralio me
gum ho ke bada maja aata mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat hai kya dil se dil ka milana ye maine to aaj hi jana
shararat nazakat hasino ki chahat hai kya ishq me dub jana
kabhi hosh me fir na aana arey ye zindagi to hai maja
sang mere kabhi kabhi yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare
badi rangin ye zindagi hai char din jina hai to aaja pyare
Jabse Tumko Dekha
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Farooq Qaiser
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maa-Kasam/Jab-Se-Tujhe-Dekha-Hai/AiYZWjYHQmc
Video:
arey idhar aao na jate kaha ho jabse
tujhko dekha hai pyar ho gaya
jabse tujhko dekha hai pyar ho
gaya tu le ya na le dil taiyar ho gaya
tu nari mai bharamchari kaise kundali milegi hamari
tan ko na jaga man ko na jaga na re baba na nare baba na
arey na na tera kehna sau bar
ho gaya arey na na tera chehara sawar
ho gaya tu le ya na le dil taiyar ho gaya

pyar se dungi shok se dungi jan hai teri dil bhi hai tera
nain me tu hai hoth pe tu hai dal jara sa baho ka ghera
mai to bajrang bali ka hu chela pyar ka khel maine na khela
jit hogi teri vaar karle khel do pal ka hai pyar karle
ajama le yaar kaise hoga pyar aaja mere yaar karde bada vaar
na na teri sun ke mangalvar ho
gaya na na teri sun ke mangalvar ho
gaya tu le ya na le dil taiyar ho gaya

jan gayi mai chhoad kahani aaj to jane na ungi
aaj na tune kehna mana tu hai anadi sabse kahugi
tune bhadkaya kah ke anadi ab na dekhu aagadi pichadi
tir mera nisane pe laga aaj man me tere pyar jaga
aaja rani aa na re baba na aaja jaldi aa nare baba na
aaja na na aaja na na

na na sun ke teri ji pyar ho gaya arey
na na sun ke teri ji pyar ho gaya
tu le ya na le dil taiyar ho gaya
mai hu nari tu hai bharamchari kaise kundali milegi hamari
tan ko na jaga man ko na jaga nare baba na nare baba na
Pyar Karte Hai Hum
Music: Usha Khanna
Lyricist: Indeevar
Album: Hotel(1981)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hotel/Pyar-Karte-Hai-Hum/RyEd
Video:
pyaar karte hai hum tumhe itna
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan me samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan me samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna

dil me kab tak karoge basera
dil me kab tak karoge basera
saath kab tak na chhod oge mera
dharti chhod i na suraj ka phera
saath chhod enge yu hum na tera
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna

jindagi ka tumhi ho iraada
jindagi ka tumhi ho iraada
yaad rakhoge kya tum yeh waada
nahi bhulenge hum tumhe aise
dil na bhule dhadkana jaise
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna

jite hai hum tumhaare sahaare
jite hai hum tumhaare sahaare
din gujarate hai kaise tumhaare
ab judaai na seh paayenge hum
tumse bichhade toh mar jaayenge hum
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
Ding Dong O Baby Sing A Song
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Hero(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hero/Ding-Dong/BlhacCVbZAU
Video:
sa re ga ma, sa sa re re ga ga ma ma pa
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
jab jab jab baaje yaado ke bansi
tab tab dil ud jaaye ban ke gito ke panchhi
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song

zanjir zanjir hai paanv me, pahare hai nigaah me
zanjir hai paanv me, pahare hai nigaah me
phir bhi udati phirate hai
phir bhi udati phirate hai in madmast havaao me
premiyo ke chhat pe gito ke panchhi
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song

banti baate bigde to, bag bahare ujde to
kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhade to
banti baate bigde to, bag bahare ujde to
kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhade to
mile to ha, mile to ha pardesi mito ke panchhi
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song

tiro se talvaaro se na unchi divaaro se
rukega na ye logo se, yaar jo mile yaaro se
tiro se talvaaro se na unchi divaaro se
rukega na ye logo se, yaar jo mile yaaro se
duniyaan se na haare jito ke panchhi
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
ding dong o baby sing a song
Pyar Karne Wale Kabhi Darte Nahi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Hero(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hero/Pyaar-Kerne-Wale/OAkSATd
Video:
logo se suna hai kitaabo me likha hai
sab ne yahi kaha hai sab ne yahi kaha hai
pyaar karane vaale kabhi darate nahi, darate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi

lambi divare chunava do
lambi divare chunava do laakh bitha do pahare
lambi divare chunava do laakh bitha do pahare
raste me bichha do unche parvat saagar gahare
raste me bichha do unche parvat saagar gahare
tufaan kab rukate hai baadal jab jhukate hai
tufaan kab rukate hai baadal jab jhukate hai
taare kah uthate hai saare kah uthate hai
taare kah uthate hai saare kah uthate hai
pyaar karane vaale kabhi darate nahi, darate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi

pyaar chhupe na khushabu
pyaar chhupe na khushabu ye elaan kaho to kar dun
pyaar chhupe na khushabu ye elaan kaho to kar dun
chutaki bhar sindur manga de maang mae teri bhar dun
chutaki bhar sindur manga de maang mae teri bhar dun
duniyaa kya kar legi duniyaa se kahegi
duniyaa kya kar legi duniyaa se kahegi
bas kahati hi rahegi, bas kahati hi rahegi
pyaar karane vaale kabhi darate nahi, darate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi
Tu Mera Janu Hai
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Hero(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hero/Tu-Mera-Hero-Hai/AgQmcCB
Video:
mera janam mera sajan, mera sajan mera balam
mera balam mera majnu, mera majnu mera ranjha
janu,tu mera janu hai, tu mera dilbar hai
tu mera janu hai, tu mera dilbar hai
meri prem kahani ka tu hero hai
par premgranth ke panno par, apani takdir to zero hai ho
tu mera janu hai, tu mera dilbar hai
meri prem kahani ka tu hero hai
par premgranth ke panno par, apani takdir to zero hai ho

dilwalo me na koyi amir hota hai, na garib hota hai
kisi kisi ko yeh pyar nasib hota hai
kisi kisi ko yeh pyar nasib hota hai
dil ki duniya se duniya dur hoti hai, dil karib hota hai
koyi koyi aisa khushnasib hota hai
koyi koyi aisa khushnasib hota hai
teri baten tu hi jane, mai to bas itna janu
janu janu janu, tu mera janu hai, tu mera dilbar hai
meri prem kahani ka tu hero hai
par premgranth ke panno par, apani takdir to zero hai, ho

aa aa aa aa aa
premi ke hathon me premlakir hoti hai, tehrir hoti hai
nahi nahi ankho me tasvir hoti hai
pyar wo karte hai jinki takdir hoti hai, jagir hoti hai
kuchh bhi ho lekin ranjhe ki hir hoti hai
kuchh bhi ho lekin ranjhe ki hir hoti hai
ye sab kisse hai purane, mai to bas itna janu
ke premgranth ke panno par, apani takdir to zero hai ho
ke premgranth ke panno par, tu mera hero hai o o

aa aa aa aa aa aa
kitna kafi hai tu mujhe, pyar karta hai ikrar karta hai
yad tujhe ek pal me dil sau bar karta hai
dekhe kaun juda hamko, dildar karta hai, inkar karta hai
pyar kaha logo ka intajar karta hai
teri bate tu hi jane, mai to bas itna janu
janu janu janu janu, janu janu janu janu janu
mai tera janu hu, tu meri dilbar hai
mai tera janu hu, tu meri dilbar hai
par premgranth ke panno par tu mera hero hai, ho
mai tera janu hu, tu meri dilbar hai
mai tera janu hu, tu meri dilbar hai
mai tera janu hu, tu meri dilbar hai
Tere Dil Ne
Music: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Album: Hadh(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hadh:-Life-on-the-Edge-of-Dea
tere dil ne mere dil se
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se

han aaja likhu hotho pe main
aaja likhu hotho pe main
hotho se koi fasana
paagal hui dhadkan meri
sanso ne chheda tarana
sapne hai jage behke armaan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se

ye dil mera kehne laga
ye dil mera kehne laga
khushiyo se daman saja de
dekhu tujhe main gaur se
zulfon ka parda hata de
kitna hai haseen apna ye jahan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se
Hata De Ghoonghat Dikhade Mukhda
Music: Usha Khanna
Lyricist: Javed Anwar
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Hata-De-Ghunghat-Dikha-
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

rakhti hu shramili jawani mai ghunght ki chaw me
rakhti hu shramili jawani mai ghunght ki chaw me
phul kahi kumala na jaye pyar ki garam hawao me
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

sadiyo se aashik hu tera dil me aag purani
sadiyo se aashik hu tera dil me aag purani
teri jawani ke sadke is aag ko karde pani
is aag ko karde pani aag ko karde pani
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

dilwalo se meri tauba dil walo se bachalo
dilwalo se meri tauba dil walo se bachalo
mera dil wapas kar do or apna hath chuda lo
apna hath chuda lo apna hath chuda lo
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
O Thune Dee Awaaz
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Chitthi-Pyar-Bhari/Tune-Di
o tune di aawaj to jaga mere dil me pyar
o tune di aawaj to jaga mere dil me pyar
pyar bina tere suna tha mera bhi sansar
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi

o tune di aawaj to jaga mere dil me pyar
pyar bina tere suna tha mera bhi sansar
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi

kuch bhi na tha jivan me chain kaha tha mere man me
tu layi hai bahare tu hi tu hai chaman me
mujhe tera pyar mila hai dil ko karar mila hai
dilkash yaar mila hai o mujhe dildar mila hai
o ek taraf sari duniya ek taraf hai yaar
yaar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
o tune di aawaj to jaga mere dil me pyar
pyar bina tere suna tha mera bhi sansar
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi

todh de sari rasme o khali wafa ki kasame
pyar jaga nash nash me
o huye hum pyar ke bas me ek huye do tan man
aa do dil ek dhadkan
pyar ke ek ek pal me mil gaye so so jivan
o mere har jivan pe hoga tera adikar

pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
o tune di aawaj to jaga mere dil me pyar
pyar bina tere suna tha mera bhi sansar
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
pyar se bad ke duniya me kuch bhi nahi
Daata Tere Kayi Naam-1
Lyricist: Anjaan
Album: Daata(1989)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daata/Daata-Tere-Kai-Naam---2
daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam
koi pukare kisi naam se
koi pukare kisi naam se
aaye tu sabke kaam
o daata, daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam

aankho ke darpan mein tu hai
tu dil ki har dhadkan mein
tu dil ki har dhadkan mein
tu hi man ke madhur milan mein
tu saanso ke bandhan mein
tu saanso ke bandhan mein
tu seeta ka, tu seeta ka ram
kahin tu, radha ka ghanshyam
o daata, daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam
Daata Tere Kayi Naam
Lyricist: Anjaan
Album: Daata(1989)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daata/Daata-Tere-Kai-Naam/RwM
ho pyar hai mandir, pyar hai masjid
pyar hai tirth dham
pyar ke is mandir me gunje har pal tera nam
data tere kai nam data, data tera kayi nam
o data, data tere kayi nam
o data, data data tere kayi nam
koi pukare kisi nam se, koi pukare kisi nam se
aaye tu sabke kam, o data, data tera kayi nam
o data, data tere kayi nam

tuhi hai bansi ke suro me, tuhi hai azano me
tuhi hai azano me
tuhi pujari ki pooja me, tu bhajno me tarano me
tu bhajno me tarano me
kai rup se
kai rup se tujhe pukare jag ye subah sham
o data, data tere kayi nam
o data, data data tere kayi nam

din dharam ke ved khuda ke hum sab ek saman bane
hum sab ek saman bane
hum bando ko gyan de aisa, hum sache insan bane
hum sache insan bane
sachai ki, sachai ki rah na chode
kuch bhi ho anzam data
o data, data tere kayi nam
o data, data data tere kayi nam
koi pukare kisi nam se, koi pukare kisi nam se
o data, data tere kayi nam
o data, data data tere kayi nam

ho rehaman dhaga prem ka mat todo sakata
tute to phir to na jude, jude gath pad jaye
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Akeyla(1991)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Akeyla/Aag-Lag-Jaaye/SSYjdk1Y
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai

kehte hai log mohabbat me ye dil jab dil se milta hai
kehte hai log mohabbat me ye dil jab dil se milta hai
ye dil jab dil se milta hai
ik phul sa dil me khilta hai
ik phul sa dil me khilta hai
phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai
phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

jab samane wo aa jaye to jab samane wo aa jaye to
ye sans jara ruk jati hai, ye sans jara ruk jati hai
yeh aankh jara jhuk jati hai
besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai
besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar
ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

iss ishq ki kya tarif karu, dil ka ik arman hai ye
iss ishq ki kya tarif karu, dil ka ik arman hai ye
arman nahi tufan hai ye
rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai